Kan Kan Mein Shyam Base

Kan Kan Mein Shyam Base

Mann ki ankhiyo se dekh
kan kan mein shyam base
mann ki ankhiyo se dekh
kan kan mein shyam base
kan kan mein shyam base
kan kan mein shyam base
kan kan mein shyam base
mann ki ankhiyo se dekh
kan kan mein shyam base

maiya ke dulare shyam shyam
radha ke pyare shyam shyam
mann mohan pyare shyam shyam
sabke rakhavale shyam shyam
maiya ke dulare shyam shyam
radha ke pyare shyam shyam
mann ki ankhiyo se dekh
kan kan mein shyam base

chanda ki chamak me shyam shyam
suraj ki damak me shyam shyam
chidiyo ki chahek me shyam shyam
galiyo ki mehek me shyam shyam
chanda ki chamak me shyam shyam
suraj ki damak me shyam shyam
mann ki ankhiyo se dekh
kan kan mein shyam base

vraj vrindavan me shyam shyam
ham sabke mann me shyam shyam
jal me aur thal me shyam shyam
dharati me gagan me shyam shyam
vraj vrindavan me shyam shyam
ham sabke mann me shyam shyam
mann ki ankhiyo se dekh
kan kan mein shyam base

ham dekhe yaha bhi shyam shyam
ham dekhe waha bhi shyam shyam
ham dekhe jaha bhi shyam shyam
ham dekhe kaha bhi shyam shyam
ham dekhe yaha bhi shyam shyam
ham dekhe waha bhi shyam shyam
mann ki ankhiyo se dekh
kan kan mein shyam base
kan kan mein shyam base
kan kan mein shyam base
kan kan mein shyam base
mann ki ankhiyo se dekh
kan kan mein shyam base

Leave a comment